NOTICE BOARD
📢 2nd Phase – Mass Marriage Appeal
Alhamdulillah!
In Sha Allah, isi mahine ke aakhri dino mein 2nd Phase ke tehat 3 zaruratmand behnon ki Ijtemai Shadi ka ehtimam kiya ja raha hai Is nek kaam ko kamyab banane ke liye Allah ki raza ke liye dil khol kar ta'awun karein. Har chhota ya bada ta'awun ek behan ki nayi zindagi ka sabab ban sakta hai.
"Aaiye, milkar 3 aur behnon ke ghar abaad karein." 🤲